ಕನ್ನಡ ವೆಂಬ ಕನ್ನಡಿ

ಕನ್ನಡವೆಂಬ ಕನ್ನಡಿಯೊಂದು
ನನ್ನಯ ಬಿಂಬವ ಹಿಡಿದಿಹುದು
ಕನ್ನಡವಿಲ್ಲದೆ ನಾನಿರೆ ಚೆಲುವೆ
ಅದರಲಿ ಜೀವ ಅಡಗಿಹುದು

ಕನ್ನಡ ಪದವದು ಬೆಲ್ಲದ ಚೂರು
ನಾಲಿಗೆ ಮೇಲೆ ಕರಗುವದು
ಕನ್ನಡ ಹಾಡದು ತಂಪಿನ ಗಾಳಿ
ನನ್ನೀ ಹೃದಯವು ತೇಲಿಹುದು

ಕನ್ನಡ ಮಾತದು ಸಿಹಿ ಸಿಹಿ ಸಕ್ಕರೆ
ಆಡಲು ಹೊಮ್ಮಿದೆ ಸವಿ ಸವಿ ಅಕ್ಕರೆ
ಕನ್ನಡ ಲಿಪಿಯದು ಹೂವಿನ ಹಂದರ
ಮಲ್ಲಿಗೆ ಸಂಪಿಗೆ ಚಿಗುರೆಲೆ ಮಾಮರ

ಕನ್ನಡ ಜನರದು ಮೃದು ಮೃದು ಮನವು
ಜನಜನಕೂ ಗೌರವ ನೀಡುವ ಗುಣವು
ಬಾಳಿ ಬದುಕಿಸುವ ಸಂಜೀವಿನಿವನವು
ಮೆರೆದಿದೆ ಹಿರಿತನ ಕನ್ನಡತನವು
(Uttam’s pen)

ಈ ಹಾಡಿನ video ವೀಕ್ಷಿಸಲು

Click ಮಾಡಿ

Kannadavemba Kannadi

Like Share Comment and Subscribe ಮಾಡಿ

Dost

Alag ho zamaane se tum dost
Mera uruj chahte ho
Yahaan log to girte hi
muskuraaya karte hain
Tum juda ho; haath utha kar
Dua mangte ho
Log dil me ranjish rakh ke
haath milaaya karte hain

(Uttam’s pen)

Uruj- rising

मैं और तुम

मैं एक फूल तुम उसपे गितरी धूप
मैं एक पत्थर तुम उसपे बहता झरना
मैं एक किताब तुम उसपे उर्दू की लिखावट
मैं हर्फ़ और तुम उसमे बसे हज़ारों माइने
मैं बर्फ और तुम सर्दी का मौसम
मुझपे छाई हो
मुझसे लिपटी हो
मुझमें समाई हो तुम
(Uttam’s pen)

Kya Kehne

Aap ke soorat o libaz ke kya kehne
Aap ke nazakat bhare andaaz ke kya kehne
Bula rahe hon jaise aap ke rang bhare hont
Aap ki khaamoshi ki awaaz ke kya kehne
(Uttam’s pen)

तुम

तुम हँसी हो ख़ुशी हो
मेरी हँसी में भी तुम ही बसी हो
तुम जिंदगी की आहट हो
तुम ही मुस्कराहट हो
तुम खिलती कली
तुम महकती गली
तुम जान हो
सुबह की अज़ान हो
तुम सुकून हो
करार हो
तुम ही मौसम ए बहार हो
तुम हसरत हो
तुम आरज़ू हो
तुम ही रुबरु
तुम ही जुस्तजू हो
तुम आब हो
तुम ही ख्वाब हो
हर पहेली का
तुम ही जवाब हो
तुम दिल की आवाज़ हो
तुम ही जीने का अंदाज़ हो,,
(Uttam’s pen)

Asar

Woh nazar aate hain aur hum mar jaate hain
Chand palon mein woh kuch aisa asar kar jaate hain
Keh nahi paate unki taareef me ek bhi lafz
Ke kuch khayal bhi door door tak khabar kar jaate hain
(Uttam’s pen)

रुखसार

रुखसार तेरा अक्सर देखना ठीक नहीं शायद
बाकी चेहरे फीके लगने लगते है
अशआर मेरे बस तेरी आँखों की
तारीफ़ करने लगते हैं
(Uttam’s pen)

Barish aur mera shehar

Barish, Tum wahaan kyon nahi jaate?

Jahaan tumhaari Zaroorat hai

Jahaan jhulasti dhoop mein hazaaron aankhen asmaan tak rahi hain

Jahaan bhaade ke tractor se hal jote gaye hain

Biwi ke kangan girvi rakh kar beej boye gaye hain

Jahaan Jaanwar bhooke mar rahein hain

Kya tumhe In shehron mein barasna fashion lagne laga hai

Jahaan kisi ko tumhaari kadr hi nahi

Kheton mein badi badi buildingein bana rakhi hain

Talaabon ke upar bus adde bana rakhein hain

Kooda feink kar naalon ko band kar rakha hai

Shayad isi ki complaint dene gharon ke andar ghus aate ho tum

Itni acchi sadakein bana rakhin hain

Ke ek baar tu barasta hai to khadde pad jaate hain

Teri Zaroorat nahi humein barish

Tere khushaamdeed ke liye tayyaar nahi hain

Tujhe sambhaal nahi payenge hum

Na tujhe bhar ke rakhne ke liye kuch banyaenge

Na tujhe behene ke liye raasta denge

Na jagah zameen ko tujhe sokne ke liye

Hum kabhi nahi samajhadaar banenge

Tu hi Zara akalmand ho jaa

Wahaan Chala Jaa Jahaan teri  Kadr ho

(Uttam’s pen)

Barish fir se

rain

Teri meri pehli barish ka nazaara hai
Dekho har boond mein aks tumhaara hai
In badalte mausamon ke darmiyaan
Teri bahon ka Sahara hai
Wohi puraane ehsaas
Hawayein le aai hain
Wohi haseen fasaane
Ghataon ne sunai hai
Wohi khwabon ki hariyaali
Har taraf chhai hai
Dekho badla nahi kuch
Wohi barish fir se aai hai
(Uttam’s pen)
The rain still continues
Aks- image, reflection